Posts

Showing posts from November, 2021

Apna goal set kese kare.

Image
Hum Apna Goal Set Kyo nhi kar pate:- <script async src="https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-3439688308214940"      crossorigin="anonymous"></script>   Dosto kya aap jaante hain ki iss duniya ke 85% log bina kisi lakhsye ke jivan jite h, or 12% logo ke lakhsye kewal unke mind m hi rehe jate h, or badhti age ke sath unka josh "Agar", "sayed", or "kash" jese sabdo ke sath thanda padta jata h, or ishke baad unke pass bacha h kewal "afsosh", or "pachhtawa" Life m Successful Log Kon h:- Ab baki bache 3% log hi jo apna lakshya  pata hai kyonki  unhe kya pana h kya karna h kya banna h, inhe pata hota h ki mera lakshya kya isse kese pana h or kab tak pana h,                             ye 3% log puri duniya ko control karte h, or baki ke 97% log puri zindagi in 3% logo ke lakhsye ko pane m inki madad karte huye gujar dete h, iska matl...

🤔KAMYABI KI SABSE BADI RUKAWAT KYA H. 🤔

Image
  "Doston har insan apne jiven m Kamyab hona Chahata h, parantu wo kisi na kisi wajehe se Kamyab nhi ho pata, hum sab sochte hain ki mujhe bada banna h, Kuchh bada karna hai, is duniya 🌏 m khud ki ek alag pahechan banani h, bada ghar banana, bachho ko achhi education deni, family ko forren country ghumana h, but hum aisa ker nhi pate.           Kya aapne kabhi ye socha h ki hum wo kyon nhi kar pate jo hum apni life m karna chahate h, kya kbhi imagine kiya hai ki aakhir hum aisi konsi galti kar rehe h jo hume Kamyab hone se rok rahi h..      "humari life ki sabse badi rukawet hum khud h, or usse bhi badi samasya humare mind m ghumne wala ek common sa word " LEKIN" ji han Doston sahi suna aapne, kyonki hum apni life m bahut Kuchh karna chahate h kintu " lekin" per aakar ruk jate h, ye samanye sa word lekin itna power full ho gaya h ki humari life ke sare Armaan dhare ke dhare rehe jate h.              ...

😜Pagalpan ho to aisa 👇

Image
  Ek baar ek bande ne apni company ko becha jiske liye unhe pure 1000 crore rupay mile the, or usne wo sara paisa alag alag business m laga diya or khud rent se rehene laga, koi Pagal hi ker sakta hai na aisa, kyonki koi normal insan hota Gaadi bangla kharidne m hi bahut sara paisa 💵 kharch ker deta Allen Mask hai jo aaj world 🗺 ki kei badi company's ka malik h,        Aaj Allen Mask ki networth 1 Lakh 40 hajar crore h, or ye sab uske paglpan or sirf jidd ka hi natija h, kyonki bheed ke Saath to bahut aasaan h, lekin bheed se alag hatker Kuchh karne ke liye Pagalpan chahiye. Jiss bande ko kabhi uski bhari aawaj ki wajehe se redio 📻 se reject kar diya gaya usne zidd pakdi or wo mukaam hashil kiya jiske kei log sirf sapne dekhte hain, ji han sahi samjha aapne unki peheli Superhit movie zanjeer aane se pahel unki 17 movie drop ho chuki thi, fir bhi unhone apni zidd nhi chhodi thi, or aakhirkar Kamyabi ko unki zidd ke aage jhukna pada.        ...

☃️Bill Gates ki paheli kamai💲💲

Image
Bill Gates ki paheli kamai :-    Doston ye to sabhi jante hai Bill Gates iss duniya 🌏 ke sabse ameer businessman h, lekin kya aap jaante hain ki Bill Gates ne apne jivan m paheli baar paisa kese kamaya tha, nhi na, to chalo aaj ye jan lete h ki bill gates ne apni kamai ki shuruwat kese ki.  San - 1970 :-                 Doston baat ussh time ⌚ ki h jab Bill Gates sirf 15 year ke, tab unhone Paul Allen ke Saath milker TARAF-O-DATABASE    name ka ek  computer 💻 programme banaya tha, ussh programme ki sahayata se Seattle sahar m hone wale yatayat parwahe ko mapta tha, iske sath hi Bill Gates ne technology ki duniya 🌏 m kadam rakha, Traf-o-data ke Kamyab hone per hi bill gates ko pure 20000 DOLLAR 💵  mile jo ki bill gates ki peheli kamai thi or Bill Gates apni peheli kamai se bahut khush hue the.  https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-3439688308214940 Yadi aapko hu...

💪ZIDD HO TO AISI💪

Image
 "Pehle wanday International mach m dusri ball per hi zero per out ho gaya, logo ne socha ye to bachha h sahab, ye 16 saal ka ladka Iss khel m abhi kachha h lekin kisko pata tha ki ye insan ziddi insan h, or unki issi ziddi insan ko baadme cricket ka bhagwan mana gaya,                                                   Wo zero se ziddi ban gaya, ziddipan ne unko hero bana diya, zidd ne zero or hero ke beech ek puliya bana di, duniya ke kei record tod dale, ek samanye kad ke khiladi kisi khel ke bhagwan kese ban gaye.      Aaj m ek question puchunga tumse tum apni life m kitna bada banna, pana chahate ho, fir chahe wo name ho, paisa ho, safalta ho, sochkar batao,                                                    ...

🤵Bill Gates Biography 🤵

Image
"Swagat h aapka ek bar fir humari motivation ki new kadi m, iss kadi m hum Baat karenge America ke jane mane bissinessman Bill Gates ke bare m, to aaiye suru karte h -   Born of   Bill Gates :-    Doston Bill Gates ka janam - 28th October 1955 ko Seattle, Washington, USA, America m hua tha, unka pura name - William Henry Gates - 3 hai, unke father ka name - William Henry Gates Sinior tha, and unki mother ka name - Mary mexwall Gates tha,,  Bill Gates Ki Education :-       Doston Bill Gates ko suruwati padhai ke liye lakeside school Seattle, Washington, USA, America m bheja gaya tha, jo ki uss time ⌚ka sabse achha school mana jata tha, Bill Gates padhne - likhne m ek intelligent student ban gaye the, kyonki unme padhai ko lekar ek alag hi bhukh reheti thi, wo kei ghanto tak apni class ki pustako ke sath - sath insiclopidiya bhi padha karte the.  Bill Gates ki hischool:-           San 1969 ko Bill Gates ne hischool m na...

JESA HUM SOCHTE H HUMARA MIND WESE HI KAAM KARTA HAI.

 "insan jab janam leta h to uska mind ekdum khali hota h, usme hum jese vichar dalte h wo thik wese hi work karta h, dipend karta h ki uske under konse vichar dale ja rehe h, jab insan bada hota hai tab bhi uska mind wese hi work karta h jese wehe sochta h, yadi aap negativity apne mind daloge to wo apko nakaratmakta ki or le jayega,   Aapka target kya h, aap kya karna kya chahate ho, kya banna chahate ho, uske bare m socho,apne target ko kese achive karoge uske bare m socho, yadi aap aisa karte ho to aapka mind bhi positive rehega or aap apne lakshye ko jarur prapt kar loge,   Isliye humesh positive rehiye, or koshish karte rehiye, ek din safalta bhi aapke kadam chumegi.    "khete h ki lehero se darkar noka par nhi hoti, koshish karne walo ki kabhi har nhi hoti  Click this link and read more about 👇👇👇   https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-3439688308214940