🤵Bill Gates Biography 🤵

"Swagat h aapka ek bar fir humari motivation ki new kadi m, iss kadi m hum Baat karenge America ke jane mane bissinessman Bill Gates ke bare m, to aaiye suru karte h -

  Born of Bill Gates :-

   Doston Bill Gates ka janam - 28th October 1955 ko Seattle, Washington, USA, America m hua tha, unka pura name - William Henry Gates - 3 hai, unke father ka name - William Henry Gates Sinior tha, and unki mother ka name - Mary mexwall Gates tha,, 



Bill Gates Ki Education :-




     Doston Bill Gates ko suruwati padhai ke liye lakeside school Seattle, Washington, USA, America m bheja gaya tha, jo ki uss time ⌚ka sabse achha school mana jata tha, Bill Gates padhne - likhne m ek intelligent student ban gaye the, kyonki unme padhai ko lekar ek alag hi bhukh reheti thi, wo kei ghanto tak apni class ki pustako ke sath - sath insiclopidiya bhi padha karte the. 

Bill Gates ki hischool:-
   
      San 1969 ko Bill Gates ne hischool m namankan kara liya, ye wo time ⌚ tha jab insan peheli bar chaand 🎑 per gaya tha, ye mishan computer 💻  ki sahayata se hi safal ho paya tha, ussi doran Seattle name ki ek company ne apne computer lakeside school ko apne computer students ko sikhane or uske bare m janne ke liye diye the.
         Doston Bill Gates to Pehele se hi kisi bhi nai cheez ke bare m janne ko utsuk rehete the, to isliye unhone apna name computer 💻 class ke liye likhwa diya, Kuchh hi dino m bill ki computer m ruchi badhne lagi, wo humesha ye janne ki koshish karte ki aakhir ye computer 💻 kaam kese karta h,  Isliye Bill Gates apna jyada se jyada time ⌚ computer class m hi lagate the.

Bill Gates and Paul Allen ki dosti:- 


https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-3439688308214940



    Ek din Bill Gates computer 💻 class m computer per work kar rehe the, tabhi unki mulakat Paul Allen se hui jo ki uss time unse 2 saal bade the, wese to dono ke hawbhaw alag - alag the, kyonki Paul Allen bahut sarmile or shaant swebhaw ke the, lekin Bill Gates usnse bilkul viprit swebhaw ke the, lekin padhai or computer ko leker dono ke vichar ek jese hone ke karan un dono m dosti ho gai. 
   Uss time kisi ne ye kalpana bhi nahi ki thi ki ek din ye dono ladke duniya 🌏badal kar rakh denge. 

 Next part humare next blog m milega 


https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-3439688308214940

Comments

Popular posts from this blog

Apni morning ko best kese banaye.

KAL KARUNGA KEHENA BHUL JAOGE.

Ladki ne kagaz m kya likha.