SIRF 98% LOG HI YE KARTE H.
<script async src="https://pagead2.googlesyndication.com/pagead/js/adsbygoogle.js?client=ca-pub-3439688308214940"
crossorigin="anonymous"></script>
Doston ek bar Dr. A. P. J. Abdul kalam ne kaha tha ki aap apne hath ki lakire to nhi badal sakte, lekin aadate jarur badal sakte ho, or aapki aadate ek din jarur aapka bhavishya badal degi.
Or Iss baat m bahut sachai h, kyonki humare sath jo ho raha h wo humare karmo ka fal h, or hum wo hi karm karte h jinki hume aadat padi hui h. Aaj hum Baat karenge aisi 4 aadato ke bare m jinka her saccessful insan ki life m bahut bada yogdaan h,
Agar aap bhi apni life m in 4 power full habits ko utaar lete ho to m geurentti deta hun ki aapki zindagi puri tarah change ho jayegi, to chaliye suru kart h habit no. 1:-
1. DO MORE TALK LESS:- (kam bole or kam jyada kare.) : wo kahawat to aap sabne suni hogi ki mehnat itni santi se karo ki aapki safalta sor macha de,aapko kisi se bhi kuch bhi kehene ki jarurat nhi h kyonki aapki safalta chilla chilla ker sabko ye bata dega ki aapne akele m kya kiya h, kisi bhi saccessful leader ko dekhlo wo kabhi chilla ker ye nhi batata ki m ye ker raha hun, mene ye kiya, wo kiya kyonki usse kisi ko kuch batane ki jarurat hi nhi hoti, aapko kisi se bhi jyada baat karne ki jarurat nhi h, aapko apna pura focus sirf apne kaam per apne target 🎯 per lagana h, kyonki aapke karm hi aapki safalta or asafalta ke bare m disseisin lete h, isliye sant hoker karm karte jao fal ki chinta tum mat karo.
Habit no. 2
2.THEY USE THIER TIME PROPERLY :- Doston Mark Zuckerberg ke bare m aapne suna hoga dekha hoga, ki wo aksar ek hi tarah ke kapde pehente h jabki wo khud lakho crodo dollars ke malik h,
Doston jab inse pucha gaya ki aisa kyon, to unhone iska bada sidha or saral sa jwab diya ki, mere pass lakho community h to m apna kimti time ⌚ in faltu cheezo m kyun barbaad karun, aaj konse kapde pehenne h kal konse ye sab choose karne m kafi time ⌚ barbad ho jata h,iske baad unhone diside kiya ki wo zindagi bhar ek hi tarah ke kapde pehente rehenge. Doston isse aap samajh sakte ho ki unke liya unki zindagi ka ek ek minute bhi kitna important h, wo apne time ko kabhi bhi faltu ki cheezo m vest nhi karte, kehene ka matlab h ki apne time ko sahi kaam m lagao, ho sakta hai ki aap fursat m ho, lekin yaad rakhe samaye fursat m nhi h, samaye apni speed se humesha chalta reheta h.
Habit no. 3
Comments
Post a Comment
Thanks ❤️ my dear